Bekhayali Song Lyrics in Hindi|Sachet Tandon|Sachet Parampara|Shahid Kapoor|Kiara Advani|Kabir Singh|2019|

An another Beautiful Song from flim of Sandeep Vanga.
The song Bekhayali is sung by Sachet Tandon,Composed by Sachet Parampara,Lyricist is Irshad Kamil.


Flim Name : Kabir Singh
Release On : 21st June,2019
Flim Cast : Shahid Kapoor & Kiara Advani
Flim Director : Sandeep Vanga
Flim Producer : Murad Khetani,Ashwin Varde,Bhushan Kumar & Krishan Kumar

Bekhayali Song ,Sachin Tandon,Sachet Parampara Kabir Singh 2019
Bekhayali Song ,Sachin Tandon,Sachet Parampara Kabir Singh 2019

Lyrics of Bekhayali:


Bekhayali mein bhi tera hi khayal aye,
Kyun bichadna hai zaruri,yeh sawal aye,
Teri nazdeekiyon ki khushi behisab thi,
Hisse mein fasle bhi tere bemisal aaye.

Main jo tumse door hoon,
Kyun door main rahun,
Tera gurur hoon,
Aa tu fasla mita,
Tu khwaab sa mila,
Kyun khawab tod doon.

Bekhayali mein bhi tera hi khayal aye,
Kyun judayi de gaya tu, yeh sawal aye,
Thoda sa main khafa ho gaya apne aap se,
Thoda sa tujhpe bhi bewajah hi malal aye.

Hai yeh tadpan, hai yeh uljhan,
Kaise jee loon bina tere,
Meri ab sabse hai an-ban,
Bante kyun yeh khuda mere.

Jo log-baag hain,jungle ki aag hain,
Kyun aag mein jaloon,
Yeh nakaam pyar mein,
Khush hain yeh haar mein,
Inn jaisa kyun banun.

Raatein dengi bata,
Needon mein teri hi baat hai,
Bhoolun kaise tujhe,
Tu to khayalon mein sath hai.
Bekhayali mein bhi tera hi khayal aaye,,
Kyun bichadna hai zaruri yeh sawal aaye.

Nazar ke aage har ek manzar,
Reit ki tarah bikhar raha hai,
Dard tumhara badan mein mere,
Zehar ki tarah utar raha hai X (2).
Aazmaane aazama le roothta nahi,
Faslon se hausla yeh toot’ta nahi,
Na hai woh bewafa aur na main hoon bewafa,
Woh meri aadaton ki tarah chhoot’ta nahi.

MORE FROM : KABIR SINGH (2019)

Previous
Next Post »

If you want Lyrics of any songs please write song name is comment. ConversionConversion EmoticonEmoticon